Category Archives: Dosti

Aisa Dost Chahiye Jo

Aisa dost chahiye jo humein apna maan sake,
Hamhare har dukh ko jaan sake,
Chal rahe ho hum tez barish mein,
Phir bhi aansuon ko pehchan sake.

Ishq Aur Dosti Meri Jindagi Ke Do Jahaan Hai

Ishq aur dosti meri jindagi ke do jahaan hai,
Ishq meri rooh toh dosti mera eman hai,
Ishq par toh kar du fida apni jindagi magar,
Dosti par mera ishq bhi qurbaan hai

Dosti Shayari

Dosti Ghazal hai
gungunaane ke liye
Dosti nagma hai sunaane ke liye
yeh vo jazba hai jo sabko milta nahin
kyunke hosla chaahiye DOSTI nibhaane ke liye…
Lamha Lamha Sanse Khatm Ho Rahi Hai,
Jindagi Maut Ke Pahloo Me So Rahi Hai,
Us Bewafa Se Mat Pucho Meri Maut Ki Wajah,
Wo To Bus Jamane Ko Dikhane Ke Liye Ro Rahi Hai

Aapki dosti ki ek nazar chahiye

Aapki dosti ki ek nazar chahiye;
Dil hai beghar use ek Ghar chahiye
Bas yun hi saath chalte raho ae dost;
Yeh Dosti hume umar bhar chahiye.

Kya Pata Kal Ho Na Ho?

आज एक बार सबसे मुस्करा के बात करो
बिताये हुये पलों को साथ साथ याद करो
क्या पता कल चेहरे को मुस्कुराना
और दिमाग को पुराने पल याद हो ना हो
आज एक बार फ़िर पुरानी बातो मे खो जाओ
आज एक बार फ़िर पुरानी यादो मे डूब जाओ
क्या पता कल ये बाते
और ये यादें हो ना हो
बारीश मे आज

Dosti Shayari Part 1

Dosti achchi ho toh rang laati hai,
Dosti gehri ho toh sabko bhaati hai,
Dosti naadaan ho toh toot jaati hai,
Par agar dosti apne jaisi ho….
…. Toh itihaas banaati hai !
Jaan hai mujhko zindagi se pyaari,
Jaan ke liye kar doon kurbaan yaari,
Jaan ke liye todd doon dosti tumhaari,
Ab tumse kya chhupaana,
Tum hi toh ho jaan hamaari !
Tumse